AARZOO POETRY
Un ke khat ki arzu
hai..
Un ke khat ki arzu hai, un ki aamad ka khayal,
Kiss qadar phaila hai karobaar-e-intezaar..
Kiss qadar phaila hai karobaar-e-intezaar..
wo kon tha jo mujhy aisy mila k koi gham na raha …
wo kon tha jo mujhy aisy mila k koi gham na raha ,
Jo dour reh kr b mujsy dour na raha,
Jany kab sy hamy uski talash thi.
Jb btana chaha usy tou koi lafz na raha,
Usy dakhny ki chah me nighahen tarsi hy meri
Or jb nigha mili tou waqt hi na raha ,
Lamha lamha uski yado me hi guzar jata hy.
….SAGAR…..
Wo tabir tou hy meri lekin ab koi khuwab na raha..!

Bikhri ek baar to haath aye hai kab mooj-e-shameem
Bikhri ek baar to haath aye hai kab
mooj-e-shameem,
Dil sa nikli hai tou kab lab-e-faghaan thahri hai ..
Dil sa nikli hai tou kab lab-e-faghaan thahri hai ..
Bari
hoti hai mayoosi , Bari hoti hai mayoosi
Bari hoti hai mayoosi , Bari hoti hai mayoosi,
Bana kar hum nay naqash aarzoo aksar mita daala..
Bana kar hum nay naqash aarzoo aksar mita daala..
Bohat
se raaz chupey hain teri ankhon mein..
Bohat se raaz chupey hain teri ankhon mein,
Nazar milaaon aur mujhe ko raaz’dan kar lo..
Ghum e arzo teri rah me, shab e arzo teri chah me..
Ghum e arzo teri rah me, shab e arzo teri chah me,
Jo ujar gya wo basa nahi, jo bichar gya wo mila nahi…
Itni guzarish hai ek muhabbat main mere maula..
Bas itni guzarish hai ek muhabbat main mere maula,
Mujhe nakaam honey sey zara pehley uthaa lena….
Saaf
inkaar hai aaney ka bahana kesa..
Saaf inkaar hai aaney ka bahana kesa,
Rang laaye hain woh mehndi ka lagana kesa..
Nazar milaaon aur mujhe ko raaz’dan kar lo..
Jo ujar gya wo basa nahi, jo bichar gya wo mila nahi…
Mujhe nakaam honey sey zara pehley uthaa lena….
Rang laaye hain woh mehndi ka lagana kesa..
Hashar
mein milne ka vaada to karo..
Hashar mein milne ka vaada to karo,
Hum abhi hashar barpaa kartey hain..
Hum abhi hashar barpaa kartey hain..
Isi
dhun main guzaarey ja raha hoon zindagi..
Isi dhun main guzaarey ja raha hoon zindagi
apni,
Kabhi yeh zindagi ke marhley asaan to hon ge..
Kabhi yeh zindagi ke marhley asaan to hon ge..
Kuch to de
bheek us ko aye zaalim..
Kuch to de bheek us ko aye zaalim,
Ban ke jo saayel tere ghar aaya..
Ghar se nikal
kharrey huye..
Ghar se nikal kharrey huye phir puchna hi kya,
Manzil kahan se paas parre gi kahan se door..
Mujhay tumhara
hi khayaal hai..
Na karo takraar, mujhay tumhara hi khayaal
hai,
Phir baat se baat niklay gi, aur tum rooth jaoge..
Ban ke jo saayel tere ghar aaya..
Ghar se nikal kharrey huye..
Manzil kahan se paas parre gi kahan se door..
Phir baat se baat niklay gi, aur tum rooth jaoge..
Mujhe
yeh dar hai teri aarzuu na mitt jaye..
Mujhe yeh dar hai teri aarzuu na mitt jaye,
Bohat dinon se tabiyat meri udaas nahin..
Bohat dinon se tabiyat meri udaas nahin..
Shair logon ke bohat yaad hain auron ke liye..
Shair logon ke bohat yaad hain auron ke liye,
Tu milay to main tujhe shair sunaaon apne..
Tu milay to main tujhe shair sunaaon apne..
Dil-e-Nadaa’n Ki Koi Baat
Na Maani Jaaye
Sab Khasaaro’n ko Jama Kar Kay Ye Haasil
Niklaa,
Dil-e-Nadaa’n Ki Koi Baat na Maani Jaaye……!!
Dil-e-Nadaa’n Ki Koi Baat na Maani Jaaye……!!
Wo Ek Mouka To Mujhko De
Baat Karne Ka
Wo Ek Mouka To Mujhko Dei Baat Karne Ka
Yaaron,
To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam Suna Suna Kar..
To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam Suna Suna Kar..
Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon..
Uski Nighah_e_Naaz Mein Hum Bhi Hain Mautbar!
Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…
Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…
Hazaroon Daastanein Hain Heer Ki
Hazaroon Daastanein Hain, Heer, Laila, Sheerin
Ki,
Tum Apne Sath Mujh Ko Bhi Ek Esi Daastan Kr Do….!!!
Tum Apne Sath Mujh Ko Bhi Ek Esi Daastan Kr Do….!!!
Teri arzoo main humne Baharon ko dekha
Teri arzoo main humne Baharon ko dekha,
Teri justaju main humne Sitaron ko dekha,
Nahi mila tum se badhkar in nigahon ko koi,
Humne jiske liye hazaron ko dekha..
Teri justaju main humne Sitaron ko dekha,
Nahi mila tum se badhkar in nigahon ko koi,
Humne jiske liye hazaron ko dekha..
Main tu bik Jaon
teray naam Pe
Main tu bik Jaon teray naam Pe mout ki tarha wasi,
Tou kabi kharidar tu ban ke aa zindagi ke Bazar main!
Tou kabi kharidar tu ban ke aa zindagi ke Bazar main!
Raat meri aankh main aik
sailaab tha,
Raat meri aankh main aik sailaab tha,
Tera chehra dakhina sa bhi tabiyat bhar gai.
Tera chehra dakhina sa bhi tabiyat bhar gai.
Toota ho ek
bar magar faisla ye hy
Toota ho ek bar magar faisla ye hy
os intiha pay bar digar jana hy muje
os intiha pay bar digar jana hy muje
Theharny bhi nai deta hy apny dil mai muje
Theharny bhi nai deta hy apny dil mai muje
mohabten bhi meri dil badar nai karta
mohabten bhi meri dil badar nai karta
Toot
jain ke pighal jain mery kachy ghardy
Toot jain ke pighal jain mery kachy ghardy
tuje ko mai dekhon ke ye aag ka darya dekho
tuje ko mai dekhon ke ye aag ka darya dekho
Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna tu phir
Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna
tu phir
sainkrdon sy zarab dy kar gin,ye mery raat din
sainkrdon sy zarab dy kar gin,ye mery raat din
Tujhe ko chony bardho tu apny hath
Tujh ko chony bardho tu apny hath
phatron mai dabey howay dekhon
phatron mai dabey howay dekhon
Tu hay
suraj tujhe raat ka kaha maloom
Tu hay suraj tujhe raat ka kaha maloom
tu kesi rooz utar mery ghar mai shaam ke bad
tu kesi rooz utar mery ghar mai shaam ke bad